kuch log khete hai ki badal gaya hoon,
unko yeh nahi pata ki sambhal gaya hoon.
phele zuban khamosh hua karti thi,
ab dil ki baat sunna seek gaya hoon.
udaasi tanhai ki bhi mere chehre se jahlakti hai,
ab dard mein bhi muskurana seek gaya hoon.
phele bhi meri aadat dil jalane ki na thi,
ab shayed main bhi rangeen mijaaz ka ho gaya hoon.
yeh chahe aadha jhoot - aadha sach hi ho,
par kuch kuch dil ki bhi likhna sikh gaya ho.

No comments:
Post a Comment