khushi ki chaah mein saza mujhe milti kyun hai
ummeedon ki shama jal kar phir bujhti kyun hai?
takdeer ka ye khel na jaane kab tak rulaayega,
jalte huye ashkon mein har shaam dhalti kyun hai?
yeh tardap, yeh bechaini, na jaane kaisi hai uljhan,
jitna suljhaayen isse, yeh utna hi ulajhti kyun hai?
kash-ma-kash mein ghiri yeh meri zindagi har pal,
honge nahi poore, woh khwaab bunti kyun hai?
kaun samjhega mere dukh, zubaan hai khamosh,
yeh khamoshi lamha lamha mujhe dasti kyun hai.

No comments:
Post a Comment