silsila yeh jaari rahega

ashkon ko jane kaise pina sikha humne,
tere liye khudko gum dena sikha humne,

shayad mohabbat hi hai yeh,
jo humse aisa karwa raha hai,
varna kab kiya hai gairon ke liye aisa humne.

waise to jab dil dukhata hai koi,
hum usko yun chordte nahi,
par tum to dil tord kar chale gaye,
aur hum kuch kar sake nahi.

majboor the shayad dil ke hathon,
na apna dard bata sake,
yun to zindagi bhar chahte rahe,
par na kabhi jata sake.

aaj ho ya ho kal,
silsila yeh jaari rahega,
guzre zamaane to bhi,
mere dil parr haq sirf tera rahega.

teri mohobbat ki kasam,
mohabbat karte rahenge,
yun to diya hai kayion ne dil,
par hum apni saanse bhi
tujpe vaar jaayenge. 

you can count on me

you are my friend.
regardless of skin color
regardless of size.

I love you for who you were,
even though we don’t see each other
as often as we would like
I still consider you a friend.

you will always carry a special place in my heart
we can talk about anything, and we do.

if you are ever in a bind, 
you can count on me.

wherever you are in this world
I will always be by your side,

if you need support, 
you can count on me,
you call, and I will be there. 

Happy B'Day

the land of my imaginations

I would like to lean at the window
and shout aloud to the world
of the love that I have for her…

I would like to watch her
walking on the path to my house…

I would like to fill my eyes
with the joy of seeing her…

I would like to smell her fragrance
and to feel the rays of her smiles…

I would like to feel her pulsations
and hug her tightly to me…

I would like.. I would like.. I would like..
simply to be able to love her…

I would like so much to possess
a pair of wings to be able to reach her…

where? I don’t know,

maybe she belongs to 
the land of my imaginations.

humein zakhm ke sath jeene ki aadat ho gayi hai

humara dil bhi kitna pagal hai,
apno ke hathon bahot zakhmi hua hai.
ab to naye zakhm ki jagah nahi hai,
phir bhi gairon ko apnana chahta hai.

ab to humein lagta hai,
jaise bina zakhm khaye isko chain nahi milta hai.
yeh humse kehta hain,
ab to zakhm ke sath jeene ki aadat ho gayi hai. 

ab to jab koi gair apna banta hai,
tab bahot tajub hota hai.
kyuki shayad zakhmi hona humari kismat ban gayi hai,
koi zakhm naa de woh humein ek sapna sa lagta hai,
aur sapne kabhi sach nahi hote hain.

remembering the long gone years

so many when remembering
the long gone years,
in nostalgic mood 
they do feel 
moved to tears.

but time it ticks on
and for none seems to wait,
and in death we all do share 
a similar fate.

we remember the past
but the past it has gone,
and the present is what matters
though the clock it ticks on.

the years seem to hurry
we soon grow old and gray,
and feel happy to welcome
the dawn of a new day.

though our young years were happy years
the time ticked on fast,
but we can only live in the present 
since the past is the past.

in bouts of nostalgia some do feel rather sad,
when they think of their good years 
and the good times they have had.

zindagi chalte rehne ka naam hai

zindagi to bas chalte rehne ka naam hai,
mooch ki taraf bedhte rehne ka naam hai,

dukh milte hain bohat zindagi mein,
zindagi in dukhon se lardte 
rehne ka naam hai, 

jo lagayi hai aag duniya ne..
uss aag mein jalte rehne ka naam hai,

kabhi mehfil hai, kabhi tanhai..
zindagi gir kar sambhalte 
rehne ka naam hai, 

dard itna ki aanshun beh nikle..
zindagi to aahein bharte rehne ka naam hai,

sach pucho to maine jana hai ab..
zindagi ek be-naam cheez ka naam hai.

into a box of friendship

into a box of friendship
to insure that it is strong,
first a layer of respect
on the bottom does belong.

then to the sides attach
in the corners where they meet,
several anchors full of trust
devoid of all deceit.

the height of friendship can be 
measured by the sides of four,
so make them all a larger cut
and the box will hold much more.

now fill it up with courtesy,
honor and esteem,
understanding, sympathy
and passion for a dream.

add to that your honesty,
emotions, joy and love,
and since they are so important
place them up above.

but leave the box wide open
so all can see inside,
to learn what makes a friendship work
from the box you built with pride.

and in it they’ll see your face, my friend,
because you are the most important item,
in all of them.

bas thoda sa sukun chahiye

kuch nahi bas thoda sa sukun chahiye,
na mohabbat chahiye.. na nafrat chahiye, 

na aanhso chahiye.. na khushi chahiye,
na din chahiye.. na raat chahiye, 

na akela rahu.. na kisi ka sath chahiye,
na dil chahiye.. na dimaag chahiye, 

na hasrat hai koi pura karne ki,
na zarurat hai yun hi marne ki, 

bas chahiye to.. thoda sa sukun chahiye,
na aansho chahiye.. na khushi chahiye, 

iss zindagi mein bas thoda sukun chahiye...!

my new best friend

today I met a great new friend
who knew me right away,
it was funny how she understood
all I had to say.

she listened to my problems,
she listened to my dreams,
we talked about love and life,
she had been there, too it seems.

I never once felt judged by her,
she knew just how I felt,
she seemed to just accept me,
and all the problems I had been dealt.

she didn’t interrupt me
or need to have her say,
she just listened very patiently
and didn’t go away.

I wanted her to understand
how much this meant to me,
but as I went to hug her
something startled me,

I put my arms in front of me,
and went to pull her nearer,
and realised that my new best friend
was nothing but a mirror..!


kyon tujhko kabhi yeh sawaal nahi aaya

tere jaane ke baad, kyon tujhko yeh khayaal nahi aaya,
kaise bitega safar, kyon kabhi yeh sawaal nahi aaya,

dil tha tera pathar ka, yah tha hi nahi seene mein,
nafrat hi dene kyon tu reham-e-kangaal nahi aaya,

torde saare waade, naa hi rakhi koi kasam,
tere anjaanepan ka kyon kabhi malaal nahi aaya,

yaad karta hoon jab bhi judai ka woh lamha,
aanshu ankhon mein kyon kabhi behaal nahi aaya,

tere jaane ke baad kyon yeh khayaal nahi aaya,
kaise bitega safar kyon tujhko kabhi yeh sawaal nahi aaya.

be glad if you have it and don’t ask why

love is like a hole dug deep in the ground,
easy to get into but hard to get out.

once you are in you are in forever.
you are stuck with the pain, 
and it never gets better.

sometimes it feels good,
and sometimes it feels bad,
sometimes you are happy,
and sometimes you are sad.

the person you love will feel the same way.
he/she will love you just as much,
and even more each day.

love lasts forever and never dies,
so be glad if you have it,
and don’t ask why.

badnaam hi sahi... par naam to hua hai

jab jab hamaara naam hua hai,
sar par hamesha ek ilzaam hua hai, 

jaane kis baat se khafaa hai yeh duniyaa humse,
naa jaane humse kiska katle-aam huaa hai,

har pal ki yehi bechaaini hai,
har pal ki yehi betaabi hai,

ab iss dil ko humne yeh keh ke behlaa hi liya,
badnaam hi sahi... par
 naam to hua hai.

gar tum ek baar dekh jaate to accha hota

hum bhi the aur tum bhi the,
gar saath chalte, to accha hota.

dekh raha hoon main jo manjar,
tum bhi dekhate wahi, to accha hota.

nazaron mein sirf tum ho, tum hi tum ho,
gar kar lete yekin, to accha hota.

yun to zamaane mein hain lakho ladiyan,
gar tumse na mila hota, to accha hota.

har ghadi har pal, tumhari hi aarzuu hai,
gar hoti juban daro deewar ko, to accha hota.

nikale the unke dar se, naa aayenge kabhi,
agar yeh na soccha hota, to accha hota.

apni halat hai kya ab iss jeewan mein,
gar tum ek baar dekh jaate, to accha hota. 

I am here for you

as you sit in silence,
wondering why
I will be your shoulder to cry on
until your tears run dry.

when you have been hurt,
and can’t believe what they have done,
if you need someone to talk to
I will be the one.

if a close friend hurts you,
and you don’t understand
remember I am here,
I will lend a helping hand.

burdens are lighter when carried by two,
and I just want you to know
I am here for you.

mann ke sapne kitne sundar

mann ke sapne, kitne sundar 
raat mein bante, din mein mit-te, 
raat mein sapne sundar dikhte, 
din hote hi mit jaate hain,

acha tha sapne na hote,
koi kisi ke apne na hote,
yeh mera hai, yeh uska hai,
yeh apna hai, woh kiska hai,
ichhahon ka khwab nahi hai,
seemaon ka annt nahi hai,

kab tak sapne bunte rahege,
aana hoga issi dhara par,
rehna hoga issi dhara par, 

jo parishram ko aadhar karega,
woh sapne sakaar karega, 
duniya uski, sapne uske,
jo inko sweekaar karega.

hum na samjhe itni si baat

hum na samjhe dil ki baat,
tutte sapne, tannha si raat,
barish ki bundein, bhiga sa mann,
lambi mulakate, aaduri si baat.

thakti yeh raahein, chota safar,
faili veerani.. mere hi saath,
therri zindagi, tut-ti saans,
thodi si kushi deti khairaat.

bhoole hum kaise, gehri si yaad,
chandni raatein, bheegi si raat, 

hum na samjhe bas itni si baat,
tutte sapne, tannha si raat. 

duniya ki wahi raunak dil ki wahi tanhaai

sau baar chaman mehka, sau baar bahaar aayi,
duniya ki wahi raunak, dil ki wahi tanhaai,

har dard-e-mohabbat se ulajha hai gham-e-hasti,
kya-kya humein yaad aaya, jab yaad teri aayi,

dekhe hain bahut humne, hangaame mohabbat ke,
aagaaz bhi rushwaai, anjaam bhi rushwaai,

yeh mazma-e-mohabbat hai, 
iss mazm-e-mohabbat mein,
deewaane bhi saudaai, afsaane bhi saudaai.

don't stop now, you will be dead

a single soul appeared
with his hand in his pocket,
and head bowed low
alone he walks deep in thought,
where have all the flowers gone?

mile after lonely mile,
weeds the only company he keeps,
slower and slower his pace begins,
an inner voice saying
don't stop now, you will be dead!

lowering himself to the ground
he dreams of a world that once was
full of laughter hope and tears,
goodbye there is no hope

aakhri waqt bhi pura na kiya waada-milne ka

ishq mein jaan se guzarate hain guzarane waale,
maut ki raah nahin dekhate marrne waale,

aakhri waqt bhi pura na kiya waada-milne ka,
aap aate hi rahein, marr gaye kab-ka marrne waale.

uthe aur mohabbat-e-intehaan mein pahunche aashiq,
yeh musaafir nahin raaste mein thaharne waale.

jaan dene ka kaha mainne.. to hans kar bole,
tum salaamat raho.. har roz ke marrne waale.

aashmaan pe jo sitaare nazar aaye,
yaad aaye mujhe daag apne, ubharne waale.

my story a silent glory

this is my story,
a silent glory,

silence asking me,
why you tolerating this all?

no one is near to me,
but still a feeling is there,
for living in this form of layer.

a past from words of loniliness,
every pain is smiling,
and saying me
yess that's my story,
a silent glory.

talks are for forgetting,
but memories are for remebering.

why can't this dream come true?

along time ago when I was young,
you were my friend, my laugh, my fun.


you made me happy, I looked up to you,
you granted my wish and made my dreams come true.

my best memories were of you and me,
smiling faces, best friends to be.

but lately it seems that times have changed,
yesterdays gone and we just arn't the same.

I have new friends, a new laugh, a new smile,
I made a mistake and forgetting can take a while.

but I think 12 years is long enough I payed the price,
now can I have sweet dreams tonight?

you don't like my friends, you don't want to know,
the smiles they give me, they really show.

well around you, I feel so bad,
hanging with you, makes me sad.

I can't do anything that is right,
hurting you, ruining my life.

every promise I broke, every time I lied,
every smile that vanished, everytime I cried.

why can't I be who I am,
why can't you understand,
that there my friends as well as you.
why can't this dream come true?

hain itne waade, itni kashmein

majboor hain hum ab iss kadar
ki kuch kar nahi sakte,


maarna chaahte hain khudko
par maar bhi nahi sakte,

hain itne waade, 
itni kashmein judi hui humse,
jo chaahte hue bhi tord nahi sakte.

a mother’s love

a mother’s love is something
that no on can explain,
it is made of deep devotion
and of sacrifice and pain.

it is endless and unselfish
and enduring come what may
for nothing can destroy it
or take that love away.

it is patient and forgiving
when all others are forsaking,
and it never fails or falters
even though the heart is breaking.

it believes beyond believing
when the world around condemns,
and it glows with all the beauty
of the rarest, brightest gems.

it is far beyond defining,
it defies all explanation,
and it still remains a secret
like the mysteries of creation.

man cannot understand
and another wondrous evidence
of God’s tender guiding hand.

woh hai meri maa Bhabani

mere sarwashwa ki pehchaan,
apne aanchal ki de chaaw,
mamta ki woh lori geet,
mere sapno ko sahlaati,
gaati rahti, muskaati jo,
woh hai meri maa Bhabani!

pyaar samete seene mein jo,
saagar sara aashkon mein jo,
har aahat par murd aati jo,
woh hai meri maa Bhabani!

dukh mere ho to samet jaati,
sukh ki khusbu bikher jaati,
mamta ki rash barsaati jo,
woh hai meri maa Bhabani!




मेरे सर्वस्व की पहचान,
अपने आँचल की दे छाँव,
ममता की वो लोरी गाती,
मेरे सपनों को सहलाती,
गाती रहती, मुस्कराती जो,
वह है मेरी माँ भवानी !

प्यार समेटे सीने में जो,
सागर सारा अश्कों में जो,
हर आहट पर मुड़ आती जो,
वह है मेरी माँ भवानी !

दुख मेरे हो तो समेट जाती,
सुख की खुशबू बिखेर जाती,
ममता की रस बरसाती जो,
वह है मेरी माँ भवानी !

the name I choke on everytime

your name that I can't remember,
I met you in late november.

your name I choke on everytime,
getting caught saying your mine,

is it to late to go to the past,
time was short, it moved too fast.

I remember your lips on mine,
how we had the greatest time,

I remember your arms holding me tight,
promising me.. a life that is right,

and now here I am searching your name,
searching for something that could be the same.

but it hurts to much to say it aloud,
staring into a face in the clouds.

hoping you remember me,
hoping for something that couldnt be.

dear her name I can't remmeber,
I met you late in november.

I should have known it from the start,
because you the jerk.. who broke my heart.

kyun sab jaan kar bhi anjaan hoon main

dard dil se nikal raha hai kyun,
koi mere bhitar mar raha hai kyun?

kyun laachar hoon main khud se,
dil itna mera macchal raha hai kyun?

kyun jaane aaj ho raha hai ehsaas,
mujhe chu ke koi jaa raha hai kyun?

kyun mere dil mein aaj jaagi hai pyaas,
mera aks aaj baat kar raha hai kyun?

kyun kar raha hoon main nakaam koshish,
umeed mujhe koi de raha hai kyun?

kyun sab jaan kar anjaan hoon main,
dil ek aas ka intezaar kar raha hai kyun?

kyun mere ander se koi deta hai sadaa?
thehar thehar ke dil karaah raha hai kyun?

I am the one to blame

words that can't be said,
stream down my face.
the cuts that bled
from your mistakes.

the secrets the lies,
the hurt and the pain,
the tears in my eyes,
but I am the one to blame.

you should have let me go,
even though I held on,
you made my heart glow,
but it was all wrong.

you may have broken my heart,
put tears in my eyes,
but I have played a part
in your demise.

I know it was a mistake
to destroy all we had,
but you made my heart break,
you made me so sad.

we loved and we lied,
we huged and spread pain,
untill you said goodbye,
but I was the one to blame.

laakh ki thi koshishein unhein bhulane ki

na-samjhi meri, chahat tujhe pane ki,
tute bharose, wajah lardkhadane ki..

betabiyon ka wazud beeta kal hai,
suni rahein, hasrat manzil pane ki..

barson ki khwahish, pal mein fanah,
bas ek pal aur, arzu zindagi bitane ki..

kehte hain.. haal apna bant lo humesa,
par mili saza, apne zakhm dikhane ki..

meri wafa ka tarana mere aanshun,
sisakti huyi kahani, unse dil lagane ki..

kar li kabul yeh saza-e-saccha pyaar,
laakh ki thi koshishein, unhein bhulane ki..!

the choices we make change like our dreams

there is a book that we all read,
in our prayers and in our dreams.


its in our thoughts and in our minds,
and we can all recite the lines.

because this book is part of the past,
a memory that always lasts.

its the present and future and in our hearts,
in the book we play the best part.

this is our book our stoy to tell,
life lived in heaven or life lived in hell.

its our life this book we all know,
its not been written and it can't be shown.

so as we each live another day,
the book changes and is never the same.

because the future isn't written in stone,
you can be with friends then be alone.

beause the choices we make change like our dreams,
and its all in this book that we all read.

usse aaj bhi meri yaad jaroor aati hogi

usse aaj bhi meri yaad jaroor aati hogi,
jab barish ki chand bunde usse bhigokar jaati hogi,

chaahe kuch bhi rahe ya na rahe ab,
meri tarah usse bhi arzu, kabhi to jalati hogi.

aaj bhi mera naam sunkar,
usse meri surat najar aati hogi.

fursat ki lamho mein, 
tannha kabhi kisi raah pe,
uske dil ko meri yaad aaj bhi hilati hogi.

hum to luta chuke hain sab kuch pyaar mein,
uski har saans usse yeh har pal jatati hogi.

jee rahe hain milan ke channd lamhon ke sahare,
usse bhi akele mein kabhi meri yaad to aati hogi.

usne kabhi dil ki baat nahi batatyi,
yeh baat soch ke kabhi tannhai mein..
kuch to aanshu bahati hogi. 

iss baat ka yakeen ab bhi hai

woh raatein mousam sarm ki,
woh baatein mousam garm ki,
woh tere sath hi sab kuch tha,
woh lamha bhi ab beet gaya.

woh dar-dar ke jab milte the,
woh mil-mil ke jab darte the,
woh milne ki kasme kha-kha kar,
hum jeete the, hum marte the.

ab yaad dilaye koi humhein,
yeh saal bhi aakhir beet gaya,
woh saard hawayien ab bhi hai,
rangeen fazayien ab bhi hai.

woh bheege-bheege paani ki,
pur shor sadayien ab bhi hai,
hum ab bhi udhar jaate hain,
aur apna dil sulgathe hain.

jab tum nahi hote sath mere,
hote hai khaali hath mere,
par shor sadayien pochti hain,
woh sardh hawayein pochti hain.

woh kahan gaya saathi tera,
kya phir yeh zamana beeth gaya,
hum milege ek din phir kahin,
iss baat ka yakeen ab bhi hai.

unko dekh kar dekhta reh gaya

unko dekh kar dekhta reh gaya,
kya kahe aur kya kehne ko reh gaya,
unko dekh kar dekhta reh gaya…

unki aankho se kaise chalakne laga,
mere honton par jaise majra reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

aise bhichde sabhi raat ke mord par,
akhiri humsafar rasta reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

soch kar aao kyu-aye tamana hai yeh,
janeman jo yaha reh gaya-reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

jhuth waale kahi se kahi bhard gaye,
ek main tha ki sach bolta reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

aandhiyon ke iraade to aache na the,
yeh diya kaise jalta hua reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

I am infected by all your lies

my dreams are infected,
by the words you use to say, 

every promise broken,
every heart full of pain, 

everything you told me only made it worse,
every bad thing that happened, 
every look filled with hurt. 

your promises are infected,
by the lies you use to tell, 
every nightmare with your face,
every night lived in hell, 

everything you did only made me cry,
every time you said I love you,
every tear stained eye. 

I am infected,
by all your lies, 
every I love you,
every last goodbye. 

everything you did tied me to you,
every kiss goodnight,
every wish that come true.

nafrat hi se sahi ek baar murd kar dekhna

nafrat hi se sahi, ek baar murd kar dekhna,
ho sake to yaar mere, ek baar murd kar dekhna.

koi teri chaah mein tardpta hoga sham-o-subah,
kar sako jo aitbar, ek baar murd kar dekhna.

teri raaho mein kabhi jo phool ban ke bich gaya,
ho sake to kabhi uska haal, ek baar murd kar dekhna.

duniya ne kuchla hai kaise, kaise usko ronda hai,
aay jo uska khayal, ek baar murd kar dekhna.
nafrat hi se sahi, ek baar murd kar dekhna,
ho sake to yaar mere, ek baar murd kar dekhna. 


aye dard zara mere paas aa

aye dard zara, mere paas aa,
mere bhi dil ko, zara dhardka.

apni lazet mujh ko bhi chakha,
abhi tak nahi main tera aashna,
aye dard zara, mere paas aa,
mere bhi dil ko, zara dhardka. 


mudat se yaha hai khamosi ka dera,
zara tu yaha apna ghar to bana,
aye dard zara, mere paas aa,
mere bhi dil ko, zara dhardka. 


phir wahi andhri raatein aur anthin intezaar

phir wahi maange hue lamhe, phir wahi anthin intezaar,
phir wahi kaali raaton mein khayaal-e-humraaz,

phir wahi taaron ki peshaani pe rang-e-laazavaal,
phir wahi bhooli huyi baaton ka dhundala sa khayaal,

phir wahi aankhein bheegi-bheegi aur dil udaas,
phir wahi ummeedon ka mela, zindagi ke aas-paas,

phir wahi future ki baatein, phir bethe dino ke khayaal,
phir wahi jaagi aankhein, phir wahi adhure khawab,

phir wahi veeran-e-tanhaai, affsaanon ka khel,
phir wahi shahar-e-tamannaa, phir wahi andheri raah,
zindagi ki bebasi, uff waqt ke uljhe jaal,

dard bhi chhinane laga, ummeed bhi chhinane lagi,
mujh se meri aarazu-e-dil bhi chhinane lagi,

phir wahi kaali maazi, phir wahi bekaif haal,
phir wahi bekarar lamhein, phir wahi anthin intezaar. 

All Time's Favourite Posts