humein bhi huwa tha kisi se pyar,
aayi thi humari bhi zindagi mein bahaar,
lutaate the unpe hum chahatein hazaar,
jhum uthti thi ruh jab hota tha deedar.
jhuki jhuki nazron se hum karte the ikraar,
ishq ki pehalu mein aayi thi husun pe nikhaar,
par ab na pehali si zindagi hai na zindagi ki bahaar,
lutau kis par.. ab bhi chahatein hai beshumaar.
tardapti hai ruh par na hoti hai deedar,
hum to hain bechain karne ko ikraar,
woh ishq bhi kho gaya, kho gayi husun ki nikhaar,
zindagi mein rah gayi hai ab sirf intezaar,
bikhri huyi zindagi ko woh deti sawaar,
kaash aakar kehti.. unhein aaj bhi hai humse pyaar.

No comments:
Post a Comment