jab koi bhi nahi saath hota hai,
ab to dil ko bhi bhaa chuka hai itna rang yeh kala,
aye khuda tu mere zakhmon par aur namak chirak dena,
par aisi zindagi kisi aur ko na dena.
tab mera dil bhi rota hai.
jab kabhi bhi raat hoti hai,
jab kabhi bhi raat hoti hai,
tab aanshon ki barsat hoti hai.
arman, aarzoo ki sanshein nikal rahi hai,
aaj meri umangon ki lashen nikal rahi hai.
har haushla ab mera dher ho raha hai,
charon aur bas andhera ho raha hai.
jo kuch maine saha hai,
arman, aarzoo ki sanshein nikal rahi hai,
aaj meri umangon ki lashen nikal rahi hai.
har haushla ab mera dher ho raha hai,
charon aur bas andhera ho raha hai.
jo kuch maine saha hai,
woh kisi se nahi maine kaha hai.
ab to dil ko bhi bhaa chuka hai itna rang yeh kala,
ki aankhein to ab dekh hi nahi pati hain ujala.
aye khuda tu mere zakhmon par aur namak chirak dena,
par aisi zindagi kisi aur ko na dena.
No comments:
Post a Comment