dil mein chupakar rakhta hoon gham apna

subha bhi hai, raat bhi hai,
jo guzar chuka hai woh waqt mujhe yaad bhi hai,
dil mein chupakar rakhta hoon gham apna,
kabhi kabaar aankhon se hoti aanshuon ki barsaat bhi hai.

No comments:

Post a Comment

All Time's Favourite Posts