zindagi har kadam ek fasaana hai

zindagi har kadam ek fasaana hai,
yahan har ek ko khushi aur gham se takrana hai,

garr na mile tumhe kinara samundar mein,
to samajh lena shayad yahi teri kismat mein aaya hai,

kabhi to badlegi takkdeer tumhari yahi sochkar jeete rehna,
ki buland ho jisske houslle ussi ne yahan kuch payaa hai,

zindagi har kadam ek fasaana hai,
yahan har ek ko khushi aur gham se takrana hai,.

No comments:

Post a Comment

All Time's Favourite Posts