har ek se hanste huye milta hoon main,
par ek dard seene main liye phirta hoon main,
dekh kar mujh ko jab woh phair leti hai nigahain,
usko kiya khabar.. kis bulandi se girta hoon main,
aayege kabhi to woh murd kar.. jo chale gaye,
ek aas par darr phir bhi khule rakhta hoon main,
khud farebi ko meri kami samajhte hain sanam,
jab bhi bewafa ko bawafa likhta hoon main.