teri yaadon se jurdi har yaad ko mitayenge,
to kya huwa jo khud ko bhulayenge,
yaad karne me aur yaad aane me alag hai maza,
to kya huwa jo tumko na yaad aayenge,
kabh tak rahega yeh tere darwaze ke aage,
hum iss laash ko kahi aur hi lejayenge,
utha lega koi na koi arthi mera kando per,
tu soch mere baad tere nakhre kaun uthaenge.

No comments:
Post a Comment