meri jaan pe ban rahi hai rafta rafta judaai,
jane kyun bewafa ko meri yaad na aayi.
lute-lute barde gumheen se rahne lage hum,
shayad humein unki mohabbat raas na aayi.
ya mere aanshuon mein hi woh dard nahi,
ya unko mere jazbat ki hi kadra na aayi.
kya batayein humse kitne rubaroo thi kabhi,
woh jo humse ajnabi ki tarah pesh aayi.
ab unke sath mehfilon mein jaana chord diya,
kyuki, unse milti hai wahi mujhe tannhai.
tab kahi mil paayi thi shagirdagi unki,
ek umr pehale unki bandagi mein bitayi.
bus itna hi jawab chahta hai raaj,
woh kyun bhala meri wafa ko samajh na paayi?

No comments:
Post a Comment