aaj phir hum khud ko bacha na sake,
aanshu nikle bahut par baha na sake,
keh gaye woh sab, jo hum sunn na sake,
thi haqeekat jo, woh bata na sake.
aaj phir se akele hain hum raah mein,
apni raahon ke patthar hata na sake,
kitne bebas hain hum aaj jaana hai yeh,
hai khanzar haathon main phir bhi lahu ko baha na sake.
bas hum rote rahe, hosh main na rahe,
dard bardta gaya , ki marham laga na sake,
chaha humne bahot ki bhula de tumhein,
sab ko bhoole magar tujhko bhula na sake.
bas ab zinda hain bas yahi soch kar,
ki kabhi to tujhe bhi hum yaad aayenge,
chahega jab tu dil se humho dil k paas,
hogi koshish yehi.. bas tu humein gale se laga na sake.
aanshu nikle bahut par baha na sake,
keh gaye woh sab, jo hum sunn na sake,
thi haqeekat jo, woh bata na sake.
aaj phir se akele hain hum raah mein,
apni raahon ke patthar hata na sake,
kitne bebas hain hum aaj jaana hai yeh,
hai khanzar haathon main phir bhi lahu ko baha na sake.
bas hum rote rahe, hosh main na rahe,
dard bardta gaya , ki marham laga na sake,
chaha humne bahot ki bhula de tumhein,
sab ko bhoole magar tujhko bhula na sake.
bas ab zinda hain bas yahi soch kar,
ki kabhi to tujhe bhi hum yaad aayenge,
chahega jab tu dil se humho dil k paas,
hogi koshish yehi.. bas tu humein gale se laga na sake.
No comments:
Post a Comment