koi subha aisi to aaye
mausam apne saath tumko le aaye,
uthte hi tumko paas mein paayein.
koi shaam aisi to aaye,
jab khushiyaan hi nazar aaye,
tumhara haat haathon mein paayein.
koi bahar aisi to aaye,
jo humari muskaan wapas laaye,
phir koi usko cheen na paaye.
kyun humko neend na aaye,
agar neend bhi jo aaye,
tumko hi sapnon mein paayein.
koi dard to aisa aaye,
tumko mere paas khinch laaye,
tumhe mere dard ki dawa banaaye.
jab maut hum ko lene aaye,
tum ko mere saath mein pa kar,
adhe raaste se hi wapas murd jaaye.
koi lamaha to aisa aaye,
jab hum dono mil paayein,
aur phir kabhi naa bichard paayein.
mausam apne saath tumko le aaye,
uthte hi tumko paas mein paayein.
koi shaam aisi to aaye,
jab khushiyaan hi nazar aaye,
tumhara haat haathon mein paayein.
koi bahar aisi to aaye,
jo humari muskaan wapas laaye,
phir koi usko cheen na paaye.
kyun humko neend na aaye,
agar neend bhi jo aaye,
tumko hi sapnon mein paayein.
koi dard to aisa aaye,
tumko mere paas khinch laaye,
tumhe mere dard ki dawa banaaye.
jab maut hum ko lene aaye,
tum ko mere saath mein pa kar,
adhe raaste se hi wapas murd jaaye.
koi lamaha to aisa aaye,
jab hum dono mil paayein,
aur phir kabhi naa bichard paayein.
No comments:
Post a Comment