roz ek nayi umeed se ek kadam bardhaate rahe,
zindagi roothti rahi, aur hum manaate rahe,
na socha tha ho jaayenge iss kadar tannha,
har aahat pe tere aane ki aas lagaate rahe,
har aane wala pal hassi laaye lab pe tere,
khud ko teri khushiyon ka saamaan banaate rahe,
nazar na lag jaaye zamaane ki yaado ko teri,
har mehfil me jhooti muskaan hum sajaate rahe,
har pal jeene ki chah mein, raite ke mehal banaate rahe,
waqt ki lahre mitaati rahi aur, badastoor hum banaate rahe.

No comments:
Post a Comment