ayina ban ke jo toota, woh dil tha mera,
chutta tere haath se jo... woh haath tha mera,
kismat ko ab kya dun ilzaam main,
jo paaya maine.. shayad wahi naseeb tha mera,
har khushi thi meri sirf tere hi dum se,
murd ke dekh.. baad tere kya haal hua mera,
na pa saka tujhe phir bhi,
har saans pe bhaari khawahish teri,
khuda ke ghar bhi jo khali raha...
woh daaman tha mera,
duniya wahi hai,
duniya wale bhi wahi hain,
koi kya janne kya kuch khoya tha mera,
koi sareek-e-ghum na hua, yahan aaj tak mera,
jiska sab kuch luta... woh ghar tha mera.

No comments:
Post a Comment