na-samjhi meri, chahat tujhe pane ki,
tute bharose, wajah lardkhadane ki..
betabiyon ka wazud beeta kal hai,
suni rahein, hasrat manzil pane ki..
barson ki khwahish, pal mein fanah,
bas ek pal aur, arzu zindagi bitane ki..
kehte hain.. haal apna bant lo humesa,
par mili saza, apne zakhm dikhane ki..
meri wafa ka tarana mere aanshun,
sisakti huyi kahani, unse dil lagane ki..
kar li kabul yeh saza-e-saccha pyaar,
laakh ki thi koshishein, unhein bhulane ki..!
tute bharose, wajah lardkhadane ki..
betabiyon ka wazud beeta kal hai,
suni rahein, hasrat manzil pane ki..
barson ki khwahish, pal mein fanah,
bas ek pal aur, arzu zindagi bitane ki..
kehte hain.. haal apna bant lo humesa,
par mili saza, apne zakhm dikhane ki..
meri wafa ka tarana mere aanshun,
sisakti huyi kahani, unse dil lagane ki..
kar li kabul yeh saza-e-saccha pyaar,
laakh ki thi koshishein, unhein bhulane ki..!
No comments:
Post a Comment