unko dekh kar dekhta reh gaya

unko dekh kar dekhta reh gaya,
kya kahe aur kya kehne ko reh gaya,
unko dekh kar dekhta reh gaya…

unki aankho se kaise chalakne laga,
mere honton par jaise majra reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

aise bhichde sabhi raat ke mord par,
akhiri humsafar rasta reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

soch kar aao kyu-aye tamana hai yeh,
janeman jo yaha reh gaya-reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

jhuth waale kahi se kahi bhard gaye,
ek main tha ki sach bolta reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

aandhiyon ke iraade to aache na the,
yeh diya kaise jalta hua reh gaya,

unko dekh kar dekhta reh gaya… 

No comments:

Post a Comment

All Time's Favourite Posts