humara dil bhi kitna pagal hai,
apno ke hathon bahot zakhmi hua hai.
ab to naye zakhm ki jagah nahi hai,
phir bhi gairon ko apnana chahta hai.
ab to humein lagta hai,
jaise bina zakhm khaye isko chain nahi milta hai.
yeh humse kehta hain,
ab to zakhm ke sath jeene ki aadat ho gayi hai.
ab to jab koi gair apna banta hai,
tab bahot tajub hota hai.
kyuki shayad zakhmi hona humari kismat ban gayi hai,
koi zakhm naa de woh humein ek sapna sa lagta hai,
aur sapne kabhi sach nahi hote hain.

No comments:
Post a Comment