hum bhi the aur tum bhi the,
gar saath chalte, to accha hota.
dekh raha hoon main jo manjar,
tum bhi dekhate wahi, to accha hota.
nazaron mein sirf tum ho, tum hi tum ho,
gar kar lete yekin, to accha hota.
yun to zamaane mein hain lakho ladiyan,
gar tumse na mila hota, to accha hota.
har ghadi har pal, tumhari hi aarzuu hai,
gar hoti juban daro deewar ko, to accha hota.
nikale the unke dar se, naa aayenge kabhi,
agar yeh na soccha hota, to accha hota.
apni halat hai kya ab iss jeewan mein,
gar tum ek baar dekh jaate, to accha hota.

No comments:
Post a Comment