rakhkar kahi khushi apni, jaane kyun hum bhool gaye,
abhi to sab kuch yaad tha, phir kaise kaha bhool gaye,
ek draz se dusre draz tak sab jagah dhundha usko,
dekha jo ek draz khol kar to kuch kisse purane ubhar gaye,
ke parde huye the band kar usse dekha jo
dusra draz to kuch armaan bikhare parde the,
hum the na-samjh, parayon se bhi kyun ummeed ki?

No comments:
Post a Comment