iss khamosh fizaaon me, sunayi deti hai mujhe teri aawaz,
kahi door kisi kone se, nazar aati hai mujhe teri parchayi,
lagta hai har paal ke jab bhi murd kar dekhunga to nazar aaogi tum har taraf.
patton ke sarsrahat me mujhe sunayi deta hai tera dheere se aakar mere kano me kuch kehna,
chup chaap chalti yeh pawan,
deti hai tera yeh sandesha,
ke aa jao mere pass…
par is tannha si zindagi me,
jab bhi main dhundtha hoon,
toh tum kahein bhi nazar nahi aati,
ek virani si chayi hai, iss dil me,
aur bahut tanha hoon mein tere bin...

No comments:
Post a Comment