janu pyar kiya humne tumse itna

chaha hai tujhe samunder ki dariyo ki lehron ki tarah,
chaha hai tujhe iss tarah ki lage tu hume,

suraj ki roshni chanda ki kiran aur
taro ki chan chamakti parchayi,

janu pyar kiya humne apse itna,
na kare koi kisi se duniya main itna,

chahath ka tujhe khuda banaya,
dil ki gehraiyon mein tume bithaya,

palko ki nazaron mein tujhko samaya,
janu pyar kiya humne tumse itna,
na kare koi kisi se duniya main itna.

na jane kyun log pyar karte hain,
na jane kyun log dil lete hain,
na jane kyun log dil dete hain,

pyar karte hain par samaj nahi pate hain,
dil lete hain par nibha nahi pate hain,

dil dete hain par wapas lene ki chahat nahi rakte hain,
jab log pyar karte hain dil lagate hain dil dete hain,

tab na unhein ehsas hota hai 
bhuk ka, 
pyar ka, sone ka, utne ka,
tab dil ki awaz kehti ek hi jubaan, 

janu pyar kiya humne tumse itna,
na kare koi kisi se duniya main itna.


No comments:

Post a Comment

All Time's Favourite Posts