jaane kyu lagta hai,
akela nahi hoon main is safar mein,
saath de raha hai koi mera bhi isi safar pe.
dil ke taar cherd diye unhone kuch is tarah,
ki labz nikalne lage is dil se,
akela nahi hoon main is safar mein,
saath de raha hai koi mera bhi isi safar pe.
dil ke taar cherd diye unhone kuch is tarah,
ki labz nikalne lage is dil se,
aur kuch aisa aalam cha gaya,
ki gham bhi na tha,
aur khushi bhi na mili mujhko.
ek ajab bechaini thi is dil mein,
jiska izhaar bhi na hua.
koshish to bahut ki humne
ki is dil ko cheer ke dikhla de unko,
labz to dhoondhe humne,
magar iss zubaan ne saath na diya.
kaise samjha tha main ke
unka pyaar mera khaas hai.
jaise pool pe bethi ek
gungunathi chidiya hai.
bas dhoone nikle tujko
hud ko door payaa.
ki gham bhi na tha,
aur khushi bhi na mili mujhko.
ek ajab bechaini thi is dil mein,
jiska izhaar bhi na hua.
koshish to bahut ki humne
ki is dil ko cheer ke dikhla de unko,
labz to dhoondhe humne,
magar iss zubaan ne saath na diya.
kaise samjha tha main ke
unka pyaar mera khaas hai.
jaise pool pe bethi ek
gungunathi chidiya hai.
bas dhoone nikle tujko
hud ko door payaa.
No comments:
Post a Comment