patjhard mein jeevan beet gaya, koi humsafer na mila,
hum ko tannha rahe aur safer beet gaya,
vasant ki subha na dekhi, patjhard mein jeevan beet gaya,
kabhi apna na bana sake unko hum jinke devane the,
woh dil mein baste the humare par hum se anjane the,
dil mein tasveer hai unki ab bhi par bahut door manmet gaya,

kabhi to pigalenge gum ke badal, khushiya barseyengi jeevan mein,
hariyali chayegi sukhi bagiyan mein, yeh aas lagi thi mere mann mein,
ab to pathra gayi hai aankhe bhi, akelapan hum se jeet gaya,
vasant ki subha na dekhi, patjhard mein jeevan beet gaya.

No comments:
Post a Comment