yaad unki aayi to gunaah kar baithein,
phir haste haste palkein nam kar baithein,
yaad ka saaya jo lehraya to tardap baithein,
phir se mehfil mein khud ko akela kar baithein.
ya khuda yeh dil kyu banaya tune,
phir iss dil ke haathon majboor ho baithein,
haal-e-dil kya bataye hum kisi ko,
khud ko duniya se chahat mein hum alag karbaithein.
iss masoon dil ki nadaani koi dekhe zara,
iski dhardkano pe kisi ko dil hum de baithe,
mohabbat ka sitam to dekhiye zara,
har lamhe ko kisi ki yaad mein kaid kar baithein,
jaante hain bardi mushkil hai raah mohabbat ki,
phir bhi is safar ki kisi ke liye shuruat kar baithe,
ab aur kya bataye hum dil ka haal bas yeh jaan lijiye,
ab to uski raah ke sab kaante hum apne naam kar baithein.

No comments:
Post a Comment