mittane se phir yeh mitt-ta nahi
chutaane se phir yeh chuut-ta nahi,
khazana mohabbat ka bhar jaaye to
lutane se phir yeh lut-ta nahi.
pyar ke phoolon ko khil jaane do
milte hain dil to mil jaane do,
pyaar ke bhawron ko urdd jaane do
jurdte hain dil to jurdd jaane do.
yahi to zindagi ka haseen mord hai
guzar jaaye to phir palat-ta nahi,
khazaana mohabbat ka bhar jaaye to
luutane se phir yeh luut-ta nahi.
aaj nahi to kal phir iss mord milenge
beete din ke kisso ko kehte saath chalenge,
kabhi tum hans doge to kabhi hum hasenge
beete din ke kisson ko kehte saath challenge.
yahi zindagi ka woh ehsaas hai
nazar mein jo hai par dikhta nahi,
khzaana mohabbat ka bhar jaaye to
luutane se phir yeh luut-ta nahi.
chutaane se phir yeh chuut-ta nahi,
khazana mohabbat ka bhar jaaye to
lutane se phir yeh lut-ta nahi.
pyar ke phoolon ko khil jaane do
milte hain dil to mil jaane do,
pyaar ke bhawron ko urdd jaane do
jurdte hain dil to jurdd jaane do.
yahi to zindagi ka haseen mord hai
guzar jaaye to phir palat-ta nahi,
khazaana mohabbat ka bhar jaaye to
luutane se phir yeh luut-ta nahi.
aaj nahi to kal phir iss mord milenge
beete din ke kisso ko kehte saath chalenge,
kabhi tum hans doge to kabhi hum hasenge
beete din ke kisson ko kehte saath challenge.
yahi zindagi ka woh ehsaas hai
nazar mein jo hai par dikhta nahi,
khzaana mohabbat ka bhar jaaye to
luutane se phir yeh luut-ta nahi.
No comments:
Post a Comment