teri ankhoon ki ghataon mein giriftaar hua,
kab kahan kaise na jaane yun dil ko pyaar hua,
deen duniya ki mujhe jaise khabar hi naa rahi,
mera imaan mahez tera intezaar hua,
koi mousam ho, samaan ho, ya fizayein ho,
tera deedar hi ab mere liye bahaar hua,
kanp-kapi jism mein mere hai tere chhune se,
meri rag rag mein toofaan baar baar hua,
tere gaudh mein tikana thak ke mera sar aise,
ek khaamosh mohabbat ka ikraar hua,
leke maasum tera chehara apane haathon mein,
mujh ko rehmat-aye-khudaai pe etbaar hua,
meri shaam-e huyi aankhon mein khushi ke aanshoo,
har dabbi hasarat aye rooh ka mera izahaar hua.

No comments:
Post a Comment