I have finally found my one true love

don’t let the miles between us,
keep our love apart,
just listen close and you will hear
the beating of my heart.

no distance, will ever keep
my heart from loving you,
there are no more tears for it to weep
for a love that runs so true.

I will be there with you one day soon
to love you everyday
and then my heart will sing a tune
and you will hear it say.

I have finally found my one true love
as true as one can be
and now your all I am thinking of
forever stay with me. 

log deewana kehtein hain mujhko

main uska deewana hun, log kehtein hain mujhko,
tere ishq mein mastaana hun, log kehtein hain mujhko,

na din na raat ka pata, na khud ki jaat ka pata,
khud se hi begaana hun, log kehtein hain mujhko,

tere khwaabon mein aaun, tujhko khwaabon mein bulaun,
tera hi parwaana hun, log kehtein hain mujhko,

aa sanam aa aagosh mein mere,
khushiyan bhar doon jeevan mein tere,
pyaar ka khazaana hun, log kehtein hain mujhko,

na khud ki khabar raj ko, na zamaane ki khabar,
main bhi ek taraana hun, log kehtein hain mujhko.

kab kahan kaise na jaane yun dil ko pyaar hua

teri ankhoon ki ghataon mein giriftaar hua,
kab kahan kaise na jaane yun dil ko pyaar hua,

deen duniya ki mujhe jaise khabar hi naa rahi,
mera imaan mahez tera intezaar hua,

koi mousam ho, samaan ho, ya fizayein ho,
tera deedar hi ab mere liye bahaar hua,

kanp-kapi jism mein mere hai tere chhune se,
meri rag rag mein toofaan baar baar hua,

tere gaudh mein tikana thak ke mera sar aise,
ek khaamosh mohabbat ka ikraar hua,

leke maasum tera chehara apane haathon mein,
mujh ko rehmat-aye-khudaai pe etbaar hua,

meri shaam-e huyi aankhon mein khushi ke aanshoo,
har dabbi hasarat aye rooh ka mera izahaar hua.

pyaar ne pucha zindagi kya hai

pyaar ne pucha zindagi kya hai?
humne kaha tere bin kuch nahi.

unhone phir pucha dard kya hai?
humne kaha jab tu sang nahi.

pyaar ne pucha mohabbat kaha hai?
humne kaha mere dil mein kahi.
unhone phir pucha khuda kaha hai?
humne kaha tujh mein kahi.

pyaar ne pucha humse ishq kyu hai?
humne kaha mujh ko bhi pata nahi.
unhone phir pucha itni bechaini kyu hai?
humne kaha isme kasoor mera nahi.

pyaar ne pucha aitbaar karoge mera?
humne kaha tumse bardkar koi nahi.
unhone phir pucha saath doge mera?
humne kaha kyu nahi.. kyu nahi.. kyu nahi 😍😍


uski wajah se aaj kuch yaha likhna sikh gaye

aayein the woh ek din anjaan banke yaha,
par aaj woh dil ke sab se kareeb aa gaye,

aakar meri is zindagi mein woh bas gaye,
mere in hothon pe woh muskaan la gaye.

meri yeh mohabbat ko usne dil se samjha,
meri mohabbat ko apni zindagi bana gaye.

apne pyaar bhare is andaz ke zariye aaj,
mere dil pe woh hamesha ke liye chha gaye.

dhadkane kardi meri apne naam usne,
aur woh is dil mein phir chupke se sama gaye.

banke meri har raaton ka khawaab woh,
mere har lamhe ko woh yun churaa gaye.

khusiyaan bhardi usne meri zindagi mein,
sare dard ko zindagi mein se woh mita gaye.

chal raha tha bin mazil ke anjan raste pe,
aakar zindagi mein woh sahi rasta dikha gaye.

ruthna bahot achha lagta hai bar bar mujhe,
har baar apne pyaar se mujhe mana gaye.

bitaye hain jo pyaar bhare lamhe sath-sath,
woh sare lamhe mere is dil mein sama gaye.

intezar se hi waqt guzarta hai ab to mera,
unko paane ki woh dil mein chahat jaga gaye.

aasman ka sitara banne ki khwais he usko,
wo to kab ke mere is dil ka sitara ban gaye

toot raha tha kisi waqt main is zindagi mein, 
dekar apna sath wo mera sahara ban gaye.

behek raha tha jo zindagi ke samandar mein, 
aakar woh is samandar ka kinara dikha gaye.

zindagi berang thi pehle meri uske bagair, 
pyaar bhare rishte se zindgi meri saja gaye.

ruk gaya tha jo safar mein bich bich mein kahi, 
woh bhi mere sang sath dene ko thehar gaye.

pata nahi tha pyaar ka matlab kya hota hai, 
ehsaas ke zariye pyaar ka matlab samjha gaye.

pyaar ki jaise zindagi mein barish huyi mujhpe, 
uske pyaar mein ab hamesha ke liye ab bhig gaye.

hesiyat nahi thi meri yaha kuch likh pane ki, 
uski wajah se aaj kuch yaha likhna sikh gaye.

pyar ko mere samjhna achhi tarha aata hai usko, 
peshkas ke zariye pyaar ko sab ko samjha gaye.

pyaar bhara yeh ehsaas dekhkar kal uksa yaha, 
meri in aankhon mein khusi ke mare aanshu aa gaye.

will you be there when I am down

will you be there when I am down,
and catch me when 
I fall?
will you hold me when 
I need
to feel the warmth of your touch?

will you laugh when 
I laugh,
and cry when 
I cry?
will you let me rant and rave,
when 
I need to let off steam?

will you discuss those painful things,
that you’d rather not think about?
like the times we have hurt each other,
and promised would never do so again?

will you say the right thing,
when all I have heard is the wrong?
and tell me soothing words,
that make the pain 
I feel subside?

will you understand me when I say,
I can’t see you now, go away”?
will you come back when 
I call,
as if nothing happened at all?

if you will do these things for me,
and keep smiling all the way.
if you will be with me through the bad times,
as well as the good.

then truly you are my friend,
my pal, my mate and my confidante.
and that means so much to me.
I thank you dearly, for being there,
you, my friend.

together through the seasons of love

in winter, it's romance we will chase
cuddled up so close, by the fireplace.
snowflakes as beautiful as your eyes
falling from december's winter sky.

in springtime when the rain is falling
morning birds sing, flowers blossom,
it's with you, I will kiss in pouring rain
it's you darling, that's my heart gained.

in summer it's under the stars we lay
tonight, as the moon comes our way.
it's in my arms I will hold you tight,
as romance fulfills this moon light night.

in autumn, leaves fall from their tree
yellow, orange, red, and some green
they tumble to the ground so quietly
still it's your love, that's guiding me.

although seasons, eventually change
it's in my heart darling you will remain.
it's you my heart truly grown to love
together through the seasons of love.

luutane se phir yeh luut-ta nahi

mittane se phir yeh mitt-ta nahi
chutaane se phir yeh chuut-ta nahi,
khazana mohabbat ka bhar jaaye to
lutane se phir yeh lut-ta nahi.

pyar ke phoolon ko khil jaane do
milte hain dil to mil jaane do,
pyaar ke bhawron ko urdd jaane do
jurdte hain dil to jurdd jaane do.

yahi to zindagi ka haseen mord hai
guzar jaaye to phir palat-ta nahi,
khazaana mohabbat ka bhar jaaye to
luutane se phir yeh luut-ta nahi.

aaj nahi to kal phir iss mord milenge
beete din ke kisso ko kehte saath chalenge,
kabhi tum hans doge to kabhi hum hasenge
beete din ke kisson ko kehte saath challenge.

yahi zindagi ka woh ehsaas hai
nazar mein jo hai par dikhta nahi,
khzaana mohabbat ka bhar jaaye to
luutane se phir yeh luut-ta nahi.

mera sab le lo

dil lelo humein dhadkan ki fikar nahi,
chain lelo humein tadpan ki fikar nahi,
aap ki nashili aankhon ne yun paagal kiya,
rooh lelo humein tann ki fikar nahi.

roop lelo humein husn ki fikar nahi,
zindagi lelo humein jatan ki fikar nahi,
aap ki kahi baaton ne deewana banaa diya
beshumaar pyaar lelo humein paagalpan ki fikar nahi.

lahoo-k-phool lelo humein dil-aye-gulshan ki fikar nahi,
khushboo-aye-jigar lelo humein tann-mann ki fikar nahi,
yeh haseen raaton ne yun aap ka pata diya
sare rishte lelo humein ab kisi aur bandhan ki fikar nahi!

tum aaye zindagi mein to maalum hua

kaise chahte hain toot ke kisi ko
aur ye intezaar kya hota hai.

tum aaye zindagi mein to malum hua humein
chahat kya hoti hai, pyaar kya hota hai.

jitna chaha hai tumne mujhe
usse jada tumhein chahna chahta hoon main.

jaise main khud ko khushnaseeb maanta hoon,
waisa tumhein bhi mehsus karana chahta hoon.

tujhe ek nazar dehka to jaan gaye hum bhi
ye aankhe kise dhundti thi aur deedar kya hota hai.

tum aaye zindagi mein to maalum hua humein,
chahat kya hoti hai, pyaar kya hota hai.

ehsaan ye tumhara

dil ka makaan yeh mera aaker tumne sawara,
kaise adda karunga ehsaan main yeh tumhara,

tanha tha zindagi yeh, tanha safer tha mera,
ki tumne pyaar de ker mujhe sahara,

har aur mushkile thi, har aur tha andhera,
tum ban ke aaye ho sanam takdeer ka sitara,

us waqt aake tum ne thaami hai bhahein meri,
har shaks ker gaya tha jab mujh ko be sahara,

agar zindagi rahe to kabhi aajma ker dekhna,
raaj pe karz hoga ehsaan ye tumhara


banayenge unko hum apna

ek hi galti ker di unse pyar kerke,
pyar be intha kiya kisi se na darke,

bhool na payenge unko jaatein hain yeh wada kerke,
woh jaan hai humari kehte hain yeh ellan kerke,

pakde hum hath unka ek roj badke,
banayenge unko hum apna is jahan se bhi ladke.

All Time's Favourite Posts