dil hain deewana kaise aap bin yeh maanega,
aap hi hain bas har taraf,
aap bin shayad ab yeh
khud ko bhi na pehchanega.
tujhse karta phirta hoon mein baatein,
har pal tujhe soch kar
log kehte hain nasse mein rehta hoon,
pyaar ka nasha chard jaaye,
aap hi hain bas har taraf,
aap bin shayad ab yeh
khud ko bhi na pehchanega.
tujhse karta phirta hoon mein baatein,
har pal tujhe soch kar
log kehte hain nasse mein rehta hoon,
pyaar ka nasha chard jaaye,
to utarta hi nahi,
duniya kahan jaane,
pyaar mein jeeye hain tere deedar se,
hum to hain bas ter deewane.
iss jahaan ko mehkaya hai,
aankhon mein tumhein samaya hai,
tera hi pyar har pal,
tujhe dil se apna banaya hai.
hawa mein, phoolon mein, saanson mein,
bassi hai aapki khusbu,
har dua kubool hogi is dil ki,
aapse milke ru-ba-ru.
ho chala yeh dil deewana,
aap bin kaha ab maanega,
lagta hai darr aap bin yeh,
khud ko hi naa pehchanega
duniya kahan jaane,
pyaar mein jeeye hain tere deedar se,
hum to hain bas ter deewane.
iss jahaan ko mehkaya hai,
aankhon mein tumhein samaya hai,
tera hi pyar har pal,
tujhe dil se apna banaya hai.
hawa mein, phoolon mein, saanson mein,
bassi hai aapki khusbu,
har dua kubool hogi is dil ki,
aapse milke ru-ba-ru.
ho chala yeh dil deewana,
aap bin kaha ab maanega,
lagta hai darr aap bin yeh,
khud ko hi naa pehchanega
No comments:
Post a Comment