aaj woh mere najron ke saamne khade the,
par hum iss aur majboor khade the,
kehne ko to kayi gile shikwe the dil mein,
par dekh unki bebasi.. hont mere sile the,
cheena tha jisne mera chain aur sukun,
dekho aaj wahi rone ko tiyaar khade the,
nazare utha ke jab dekha usne humein,
nazaron se unke ashk chalak parde the,
kaise puchte kyu thukraya tha tumne humein,
dekh kar unhein laga woh bhi

meri yaad mein tardap rahe the,
khuda na kare aaye kisi ke naseeb mein judaai,
jis tarah hum kabhi bichrde the.
khuda na kare aaye kisi ke naseeb mein judaai,
jis tarah hum kabhi bichrde the.
No comments:
Post a Comment