tumse kitni mohabbat hai yeh main bata nahi sakta,
apni zindagi mein tumhari ahemiyat jata nahi sakta,
meri zindagi ka har lammha tumhi se shuru hota hai,
tumse door reh ke ek pal bhi akele bita nahi sakta.
mumkin hai main khud ko bhool jaau par,
tujhe bhoolne ki khata main kar nahi sakta,
tum mere dil mein hi nahi mere rom-rom mein base ho,
tumse bichard ke main yeh zindagi jee nahi sakta.
yekeen nahi hota ki tum chahte nahi humein,
apne dard ko apni zubaan se bayan kar nahi sakta,
aaj waada hai mere dilse aye mere sanam,
tumhare siva main kisi aur ko chah nahi sakta.
tum zindagi ho meri..
tumhare bina mera dil dhardak nahi sakta,
saath tumhare main hamesha rahuga itna samajh lo,
jo tum saath nahi to yeh raaj bhi jee nahi sakta.