pyar ko koi baante kaise,
tera mera chahat aise..
chubhta nahi kuch bhi chhoo lo,
pyaar mein kante kante kaise?
seene se lag agar na rote,
dil ki aag bujhate kaise?
anshu ki gar raah na banti,
khwabon mein woh aate kaise?
neend bhi mange, khwab bhi mangen,
raat ko koi baante kaise?
chand se sundar keh to dete,
chand ko par samjhate kaise?
chand khafa ho jata gar to,
ghar ki chhat par jaate kaise?
ghar ki chhat par na jaate to,
un se nazar milate kaise?
un se nazar nahi milti to,
chand ko chand dikhate kaise?
chand se sundar keh to dete,
chand ko par samjhate kaise?
ro kar unko vida jo karte,
mera naam bhulate kaise?
tera mera chahat aise..
chubhta nahi kuch bhi chhoo lo,
pyaar mein kante kante kaise?
seene se lag agar na rote,
dil ki aag bujhate kaise?
anshu ki gar raah na banti,
khwabon mein woh aate kaise?
neend bhi mange, khwab bhi mangen,
raat ko koi baante kaise?
chand se sundar keh to dete,
chand ko par samjhate kaise?
chand khafa ho jata gar to,
ghar ki chhat par jaate kaise?
ghar ki chhat par na jaate to,
un se nazar milate kaise?
un se nazar nahi milti to,
chand ko chand dikhate kaise?
chand se sundar keh to dete,
chand ko par samjhate kaise?
ro kar unko vida jo karte,
mera naam bhulate kaise?
No comments:
Post a Comment