mere jeene ka bahana tera pyaar hai

in dhardkano ka tarana tera pyaar hai,
mere jeene ka bahana tera pyaar hai,

tere pehlu mein khud ko bhool gaye,
kar deta mujhe deewana tera pyaar hai,

umar bhar na utarega yeh khumaar ab,
in dhardkano ka tarana tera pyaar hai,

mere jeene ka bahana tera pyaar hai,
tere pehlu mein khud ko bhool gaye,

kar deta mujhe deewana tera pyaar hai,
umar bhar na utarega yeh khumaar ab,

lakhon mein ek jaana tera pyaar hai,
tere bagair yeh jism hai apni jaan bina,

teri saanson ka aana tera pyaar hai,
zindagi ka sab se haseen tohfa ho tum,

khuda ka diya nazrana tera pyaar hai,
tere bagair yeh jism hai apni jaan bina,

meri saanson ka aana tera pyaar hai,
zindagi ka sab se haseen tohfa ho tum,
khuda ka diya nazrana tera pyaar hai.

No comments:

Post a Comment

All Time's Favourite Posts