gham se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahi

gham ki barish ne bhi tere chehare ko dhoya nahi,
tu ne mujhe ko kho diya, maine tujhe khoya nahi,

neend ka halka gulaabi sa khumaar aankhon mein tha,
yun laga sabko jaise main der tak sooya nahi,

har taraf logo ki bhird  aur unmein aankhon ke hujoom,
keh sake jo dil ki haalat woh lab mujhe mila nahi,

jurm kisi ne kiya aur kisi bekasur ko saza,
katta hoon zindagi bhar main ne jo booya nahi,

jaanti hai kya tu ek aise shaks ko cheater monika,
jo gham se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahi..

No comments:

Post a Comment

All Time's Favourite Posts