yeh khwaabon ka sahar hai ya hai kabristan,
yeh dil ka safar lamba hai,
na raho ka thikana hai na manzil ka,
yahan har mord par armaa kuchle hai kisi ne,
hain laashe anginat phir bhi nishan koi na kaatil ka,
kabhi khwaabon mein aawaz bulati hai un rahon mein,
barda hi dard ka alam hai meri in nigahon mein,
hai aashoo ke har ek katre mein dardon ka samunder,
ki har zakhmon ki ho tarpan teri pal pal ki aaho mein.

No comments:
Post a Comment