aaja sajani aaja humdum

pal pal karke waqt gujara,
kuch lamhon ki doori hai.

pass reh kar bhi yeh doori
kasi yeh mjboori hai.

sath tu hogi jab mere,
pyaar ka saawan barsega,
phir na tanha rahunga main,

aaja sajani, aaja humdum,
khatam mera intezaar kar,

bohot reh chuka bin tere,
sari umr mujhe pyaar kar. 

No comments:

Post a Comment

All Time's Favourite Posts