today you tought me a lesson I would never forget

precious are the times which we shared
but why in return you never cared!

I cared so much for you
that in caring I became insane.

was there anything missing in it,
that you always gave me pain!!

I always wished for your happiness
if circumstances could be converted

why then thinking day and night of you
left me just hurted!!

how you left me
you can never guess

being in this world today
everywhere I have loneliness!!

till today, these times were beautiful
full of happiness and no regret!

but today you tought me a lesson
I would never forget!


na raho ka thikana hai na manzil ka

yeh khwaabon ka sahar hai ya hai kabristan,
yeh dil ka safar lamba hai,
na raho ka thikana hai na manzil ka,

yahan har mord par armaa kuchle hai kisi ne,
hain laashe anginat phir bhi nishan koi na kaatil ka,

kabhi khwaabon mein aawaz bulati hai un rahon mein,
barda hi dard ka alam hai meri in nigahon mein,

hai aashoo ke har ek katre mein dardon ka samunder,
ki har zakhmon ki ho tarpan teri pal pal ki aaho mein.

chandni raat hai aur alam hai tanhai

chandni raat hai aur alam hai tanhai,
zindagi yaad ke daman mein simat aayi,

maar dale na kahi dard-e-judaai mujhko,
ab to aaja ki mere jaan pe ban aayi,

utre utre nazar aate hain phoolon ke chehre,
tere jane se gulista par khizaa chayi,

jisne barbaad mohabbat mein kiya tha kal tak,
woh ankhein aaj mere haal pe sharmaai hai,

jis jagah kuch nazar nahi aata hai dhund ke siwa,
zindagi us mord pe mujhe le aayi hai,

tum bin

tum bin yeh dil tanha hai,
tum bin har saaz adhura hai,

tub bin armaan dil mein dafan hai,
tum bin aankhein nam hain,

tum bin dil mein koi jazbaat nahi hai,
tum bin har sukh raas na aaye,

tum bin har shabd un-kaha hai,
tum bin dhardkan tham jaati hai,

tum bin yeh zindagi niras si hai,
tum bin hassi bhi udaas hai,

aise na jaya karo humein akela karke,
tum bin humein chain kaha hai. 

dil ka dard tumhein batau kaise

dil ka dard tumhein batau kaise,
tum kya ho mere tumhein samjhau kaise,
tumne murd kar phir kabhi dekha hi nahi,
meri bikhri huyi zindagi tumhein dikhau kaise.

yeh zindagi zindagi nahi

isse tum beh jaane do,
ashk-aye-dard hain samunder ki tarha,
rokoge to kehar yeh dhayega,
zubaan ko dil ki baat keh jaane do.

yeh ek jaisa rehta nahi,
mausam ko to badalna hi hai,
paiymaane ko hadd se jada bharoge to,
isse to ek din chalakna hi hai.

aag ko kaun rok paaya hai,
failte failte, failti hi jaati hai,
yaadon ko dil mein samana naa,
yeh kisi ki nahi,
khayalon mein aa hi jati hai.

aaj hain waha to kal hain yaha,
hawa kisi ki bhi nahi,
isse rokna chord do yaaro,
khule aasaman mein jeeyo,
warna yeh zindagi, zindagi nahi.


All Time's Favourite Posts